counter

Wednesday 6 July 2011




Farman e allah aur tib e nabvi (saww)



Irshad-e-Bari Tallah

Tuesday 5 July 2011

FARMAN-E-ILLAHI - BARISH

Hazrat Muhammad (PBUH) said to Hazrat Ali(A.S)

Hazrat Muhammad (PBUH) said to Hazrat Ali that. Tum 5 kam kr k soya kro

1. Tum 4 bar sorat fataha pra kro 4000 dinar dany ka swab ho ga.

2. 3 bar sorat akhlas pra kro pory Quran ka swab ho ga.

3. 10 bar astghfar pra kro 2 larne walon k drmiyan sulah ka swab ho ga.

4. 10 bar drod shrif pra kro Janat ki qimt ada ho gi.

5. 4 bar third kalma pra kro ek Haj ka swab ho ga.

Hazrat Muhammad (SAWW) ka irshad-e-Pak hai

Hazrat Muhammad (SAWW) ka irshad-e-Pak hai k ‘Agar tum mein se kisi ko yeh khadsha ho ke qayamat k din us ki bakhshish mushkil hai to usay chahiye ke woh kasrat se logon ko pani pilaya kare’, kyun k is chote se amal ka ajar buhat bara hai. Forward if u wish. Sadka-e-Jaria,

Aadat of Hazrat Muhammad Sal Allaho Alehi Wasallam




SAYING OF HAZRAT ALI AS-URDU

Insaan Apni TAUheen Muaaf Kar Sakta Hai Bhool Nahi Sakta! ” “Kabhi Na Girna Kamaal Nahi Bal’ke Gir Ke Sanbhal Jaana Kamaal hai.!”
“Jiska raabita khuda ke saath ho wo naakaam nahi hota”
Naakaam wo hota hai Jiski umeedein duniya se waabasta hon
”Do tarah se cheezen dekhne me Chotti nazar aati hein”Ek dooor se.., or Doosra gharoor se…”
Apne dushman ko hazaar mouqay do ke woh tumhara dost ban jaye.Lekin…Apne dost ko aik bhi mouqa na do ke woh tumhara dushman ban jaye.
Mein baron ki izzat is liye karta hun ke unki nekiyaan mujse zaida hen or choton se pyar is liye karta hun ke un ke gunah mujh se kam hen”
Jisne Kisi Ko Akele Me Nasihat Ki Usne Usse Sanwar Dya.Or Jisne Kisi Ko Sb Ke Samne Nasihat Ki Usne Usko Mazed Bigar Dya.
Khush mizaji hamesha khoobsurti ki kami ko poora kar deti hai,Laykin Khoobsurti khush mizaji ki kami ko poora nahi kar sakti
“Jis shakhs ke ache DOST hon, woh kabhi ghareeb nahi hota.
Agar tum Mout ki Raftar ko Daikh Laity to tum Zaroor Ummeedo’n Or Umango’n Sey Nafrat karty Or hargiz in Me Maghroor Na hoty.
“Saza Dene Main Dair Karo Yahan Tak Ke Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye…”
“Ager kisi ko ache tareeke se phechanna hai to us se mulakat karo kiun ke insaan apni zibaan ke neeche chupa howa hota hai.”
Woh Gunah jis ka tumhe ranj ho Allah k nazdik us neki se behtar hai ji se tum mein ghuroor peda ho jaye.
“zindagi ki asal khoubsurati ye nahi k aap kitney khush hain, balke zindagi ki asl khoubsurati to ye hai ke doseray aap se kitnay khush han”.

H. Ali (AS):Jo duniya chahta hai usay maut dhunti hai taake usay duniya se nikaal bahar kare. Aur jo aakherat chahta hai usay duniya dhundti hai taake uski rozi oos tak pahu’ncha de.Source : Tajalliyate Hikmat (Duniya)
Rasule Khuda (SAWW):Jab kabhi koi fakir raat ke waqt darwaze par dastak dekar kuch maange, to kabhi bhi oosay thukrana nahi.Source : Uddatud Dai
I. Sadiq (AS)Har cheez ki zakaat hai, aur ilm ki zakaat ye hai ke jo mustahak hai unhe taalim di jaye.Source : Tajalliyate Hikmat (Ilm)
Rasule Khuda (SAWW)Jo koi Subhanallah kahega Allah uske liye Jannat me har tarah ke fal (fruit) wale 10 darakht lagayega.Source : Uddatud Dai
Aye wo log jo imaan laye ho, jab juma ke din namaz ke liye pukara jayeto Allah ke zikr ke liye tezi se daudo, aur kharid o farokht band kar do, ke ye tumhare liye ziyada behtar hai, agar tum samjho to.Source : Holy Quran(Sure Juma – 9)
I. Sadiq (AS)Ek lukma haraam khane ka tark karna (bachna), Allah ko 1000 rakat mustahab namaz se zyada pasand hai.Rasule Khuda (SAWW)
Ek shakhs ka apni zindagi mein ek chandi ka sikka khairat mein dena maut ke waqt 100 sikke dene se behtar hai. Source : Uddatud Dai
Rasule Khuda (SAWW)Jo koi sone se pehle Sure Takaasur (sura no. 102) ki tilawat karega, wokabr ki takleef se mehfooz rahega.Source : Uddatud Dai
H. Ali (AS)Char cheez Jannat ki taraf bulati hai: Musibat ko chhupana, chhupakar sadqa dena, waledain se neki, aur bahut zyada ‘La elaha Illallah’ kehna.Source : Tajalliyate Hikmat
Rasule Khuda (SAWW)Allah ke 99 naam hai, jo koi usay in namo’n se pukarega uski Dua mustajab hogi aur jo koi inhe yaad karega wo Jannat me daakhil hoga.Source : Uddatud Dai
I. Sadiq (AS)Jo koi subah ko 4 baar ‘Alhamdo Lillahe Rabbil Aalamin’ kahe to usne us din ke liye Allah ka shukr adaa kiya, aur agar shaam me kahe to us raat ke liye shukr adaa kiya.Source : Uddatud Dai (Hadees 3)
H. Ali (AS)Jo koi raat ko sone se pehle 3 baar Sure Ikhlaas (Qulho Wallaho Ahad) padhe, to Allah 50000 farishte bhejega jo us raat uski hifaazat karege.Source : Uddatud Dai
Rasule Khuda (SAWW)Jo koi kabrastan me daakhil hokar Sure Yasin padhta hai, Allah wahan k sab marhumin par us din azaab kam karta hai, aur us shaks k liye wahandafan marhumin ki ginti k barabar hasnaat likhe jayege.Source : Uddatud Dai (Hadees 375)
I. Sadiq (AS)Wo ghar jahan music bajta hai wo haadso’n se mehfooz nahi hai. Aisi jagah Dua qabul nahi hoti. Farishte aisi jagah daakhil nahi hote.Source : Greater Sins 2 (Singing – 5)
I. Sadiq (AS)Be shak, jab koi shakhs jhoot bolta hai to usay Namaz-e-Shab padhne ka mauka nah milta. Aur jab usay ye mauka nahi milta, to uski rozi me izaafa nahi hota.Source : Source : Greater Sins 2 (Lying – 30)
I. Sadiq (AS)Ek dirham haraam paise ka tark karna, Allah ke nazdeek 70 qabool-shuda Hajj ke barabar hai.Source : Greater Sins 1 (Taqwa – 2)
H. Ali (AS)Logon ke darmiyan aise raho ke agar aap mar jaate ho to wo aap par roye aur agar aap zinda ho to wo aap ke saath ke liye tarse.Source : Nahjul Balagah (Saying 9)
Rasule Khuda (SAWW)Jo shakhs is duniya me bade maze ke saath behuda baatein aur gaali galoch karta hai, jahannum mein uske mooh se puss aur khoon bahega.Source : Greater Sins 1 (Qazaf)
H. Ali (AS)Sab se bada aib ye hai k tum un baton ko doosro’n k liye aib qaraar do jo tum mein khud maujood ho.Source : Tajalliyate Hikmat (Aib-1)
Rasule Khuda (SAWW)Agar aap MUSTAHAB namaz padh rahe ho aur agar aap ke waalid (baap) aap ko bulate hai to namaz mat todo; magar aap ki MAA agar bulati hai to namaz tod do.Source : Greater Sins 1 (Aaq-e-Waledain)
Rasule Khuda (SAWW)Wo jo kisi jaadugar, ojha, kaazib ke paas jaata hai aur uske kahe ko sach qaraar deta hai, wo Allah ki sab kitabo’n ki nazar me KAAFIR ho gaya.Source : Greater Sins 2 (Sorcery)
H. Ali (AS)Neend kitni buri cheez hai jo qaleel (Chhoti) umr ko kam kar deti hai aur aur kaseer (zyada) ajr o sawab ko khatm kar deti hai.Source : Tajalliyate Hikmat (Neend)
H. Ali (AS)Jisne tabeeb (doctor) se apni bimari chhupayi, usne apne jism ke saath khayant ki.Source : Tajalliyate Hikmat (Bimari)
H. Ali (AS)Agar namaz padhnewale ko ilm ho jaye ke kaisi rehmato’n ne usay gher rakkha hai to wo kabhi sajde se sar na uthaye.Source : Tajalliyate Hikmat (Namaz)
H. Ali (AS)Tumhare nafso’n ki JANNAT ke iwa koi aur qeemat nahi, lihaza is ko Jannat ke alawa kisi aur cheez ke badle me (hargiz) na becho.Source : Tajalliyate Hikmat (Jannat)
H. Ali (AS)(ILAHI) mai ne teri ibadat na tere Jahannum ke khauf se ki hai aur na teri Jannat ki laalach me, balke maine tujhe ibadat ke layak paya is liye teri ibadaat ki.Source : Tajalliyate Hikmat (Ibadat)
Holy QuranMomeneen to apas me bhai bhai haito apne do bhaiyo’n me samjhota kara diya karo & Allah se darte raho taaki tum par rahem kiya jaaye.Source : Holy Quran (Sure Hujraat – 10)
H. Ali (AS)Bad’tareen takabbur / ghamand insaan ka apne rishtedaro’n aur apne hi jaise logo’n se takabbur karna.Source : Tajalliyate Hikmat (Taqabbur)
I. Sadiq (AS)Har wo muslim jo kisi marhoom ki taraf se amal-e-khair karta hai to Allah usko uska dugna sila dega & marhoom ko bhi iska sawab milega.Source : Uddatud Dai
I. Sajjad (AS)Ta’jjub hai! Log bimari ke khauf se khana chhod dete hain magar azaab kekhauf se gunaah se nahi bachte.Source : Tanzeemul Makatib (Dec-04)
I. Md. Taqi (AS)Allah par bharosa har bulandi tak pahunchne ka zariya hai.Source : Tanzeemul Makatib (Dec-04)
I. Md. Taqi (AS)Faith in Allah is the path to all kinds of greatness.Source : Tanzeemul Makatib
Holy QuranYaqeenan, jo log paak-daman, be-khabar, momena aurto’n par gande ilazaam lagate hai, un par dunia & akherat me Allah ki la’nat hai & badasakht azaab hoga.Source : Holy Quran (Sure Noor (24-23)
H. Ali (AS)Jo shakhs ek maaldar aadmi ke paas agar sirf uski daulat ki wajah se jaata hai aur uski izzat karta hai, to who apna do-tihaai (two-third) mazhab kho deta hai.Source : Islamic Morals (13-Greed & its harms)
H. Ali (AS)Ai logo’n! Jab kabhi tum kuch sikho to us par amal karo, taaki tumhe hidaayat haasil ho.Source : Islamic Morals (2- Rebuke for those..)
Rasule Khuda (SAWW)Kisi shaadi-shuda ki 2-rakat namaz, ek gair shaadi-shuda ki raat bhar ki ibaadat aur 1 din ke roze se behtar hai.Source : shiarightpath.quran (24:32)
Holy QuranAye Imaan walo’n! Mushrekeen to yaqeenan najis hai…Source : Holy Quran (Sure Tauba – 9:28)
Rasule Khuda (SAWW)Wo muslim jo haisiyat ke bawajood, qarz chukane me DERI karta hai, usne tamaam muslimo’n par ZULM kiya.Source : Greater Sins II
H. Ali (AS)Jo duniya ki khidmat karta hai duniya usay apna khadim bana leti hai & jo Allah Ta’la ki khidmat karta hai, duniya uski khadim ho jati hai.Source : Tajalliyate Hikmat (Duniya)
H. Ali (AS)Moazzin ki (azaan ki) awaaz par (namaz ke liye) daud padne se rozi badhti hai.Source : Tanzeemul Makatib (Dec-04)
Rasule Khuda (SAWW)Jo shakhs apne kaam se is liye palat aaye ke raaste me bad-shaguni ho gayi hai, to usne shirk kiya hai.Source : Tanzeemul Makatib
H. Ali (AS)Bila shubaa, aaj amal hai hisaab nahi aur kal hisab hoga amal nahi.Source : Tajalliyate Hikmat (Amal)
Rasule Khuda (SAWW)Apni namaz ke baad 30 baar kaho: Subhanallahi Walhamdulillahi Wa Laailaaha Illallahu Wallahu Akbar…ye alfaaz aadmi ko dukh se, deewar ke girne se, aag se, paani me doobne se, junglee janwar ke humle se, kharab maut se aur din me aasman se naazil honewali balaa se mehfooz rakhte hai.Source : Uddatud Dai
H. Ali (AS)Amal bagair kisi riyaa kari ya dikhawe ke anjaam do, kyunki jo Allah ke ilawa kisi aur ke liye amal karta hai, to Allah usay oosi ke sahare chhod deta hai.Source : Tajalliyate Hikmat (Riyaakari)
I. Baqir (AS)Agar koi shakhs kuch haasil karne ya dunyavi kaam pura karne k liye Haj ko taalta hai to wo dekhega ke log Haj ko jaakar laut aaye magar na to uska maqsad haasil hua aur na kaam pura hua.Source : Greater Sins III
H. Ali (AS)Sabse badaa gunaah wo hai jiska karnewala oose chhota samjhe.Source : Greater Sins III
Holy QuranAye aulade Adam! Har namaz ke waqt bun-sawar ke nikhar kar jaaya karo, aur khao aur piyo, aur fizul kharchi mat karo (kyunki) Allah fizul kharch karne walo ko dost nahi rakhta.Source : Holy Quran (Sure A’araaf A – 31)
H. Ali (AS)Jiski tamannaei’n zyada hogi, uska amal kharab ho jaayega.Source : Tajalliyate Hikmat (Chapter 22)
H. Ali (AS)Jis se tum ne apni haajat bayaan kar di, uske saamne tum be-izzat ho gaye.Source : Tajalliyate Hikmat (Chapter 53)
H. Ali (AS)Aye gunah par gunah kiye jaane wale! Tera baap (Janabe Adam) sirf ek gunah ki wajah se jannat se nikal diya gaya tha.Source : Tajalliyate Hikmat (Chapter 88)
H. Ali (AS)Usay apna koi raaz na batao jiska koi raaz tumhare paas na ho.Source : Tajalliyate Hikmat (Chapter 104)
I. Sajjad (AS)Sabr imaan ke liya aisa hai jaise jism ke liye sir, jiske paas sabr nahi hai uske paas imaan nahi hai.
I. Reza (AS)Jiske liye roze Aashura ek musibat, girya aur buka ka din hai, Allah – Azz wa Jall – roze Qayamat ko uske liye khushi aur rahat ka din banaega.Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith)
I. Sadiq (AS)Jo humpur huwe zulm pe gumzada hai, uski har saans Tasbeeh hai, aur uska maatam Ibaadat hai. (Amaali pg 338)Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith)
I. Reza (AS)Agar tum I. Husain (AS) pe itna roye ke tumhare gaal par se aansoo bahe, to Allah tumse huwe sab gunaah maaf karega, chaahe wo chhote ho ya bade, kam ho ya zyada.Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith)
I. Reza (AS)Agar tum chaahte ho ke hamare saath Jannat ke aala maqaam me raho, to hamare gum me gumgeen raho aur hamari khushi me khush raho. (W..)Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith)
Rasule Khuda (SAWW)Ai Fatima (SA): Roze Qayamat tum aurto’n ki shafa’at karna aur main mardo’n ki aur har azadar-e-Husain ko hum haath pakadkar Jannat me le jaayenge.Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith)
I. Reza (AS)Jo roze Ashura apni (dunyavi) haajat talab karne se parhez karta hai, to Allah uski dunyavi aur aakherat ki haajat poori karta hai. (Wasail v 14, p 504)Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith)
Rasule Khuda (SAWW)“Aye Fatima! Roze Qayamat har aankh royegi siwa uske jo Husain (AS) ke gum me royi ho. Yaqeenan, wo aankh muskurayegi & usay Jannat ki nemato’n ki basharat di jayegi.”Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith
I. Sadiq (AS)Aisa koi nahi hai jo I. Husain (AS) k ash’aar padhe, roye & dusro’n ko rulaye, magar siwa Allah uspar Jannat wajib kare aur gunaah maaf kare.Source : Al-Islam.org (Azadari 40-Hadith)
I. Husain (AS) ki shahadat ke din aasman se KHOON KI BAARISH huwi thi.(Thakhaa’er al-Uqba p. 144, 145, 150; Al Sawaaeqh al Muhriqah p 116, 192)Both non-shia books San 685 mein (jab Husain AS shaheed huwe) Britain me KHOON KI BAARISH huwi aur doodh & maska KHOON me tabdeel ho gaye. (Anglo-Saxon Chronicle)
I. Reza (AS)Beshaq, shahdate Husain (AS) ki hararat momeneen k dilo’n me hogi, jo kabhi bhi kam nahi hogi. (Mustadrak Wasa’il v 10, p 318)
H. Nuh (AS) ka asli naam Abdul Gaffar tha.(Allah ki khushi haasil karne wo 1000 saal roye). Is liye unko NUH bulaya gaya. NUH yaani chillake rona.Source : (Al Sawi al Jalalayn v 2 p 132 Egypt)
Rasule Khuda (SAWW)Jo shakhs mere farzand Husain AS par Ashoor k din royega, Khuda usko qayamat ke din nabiyo k saath Jannat me daakhil karega.Source : Tanzeemul Makatib
Mafatihul JinanShabe Ashur @ 4 rakaat namaz padhe. HAR rakat me S. Hamd ke baad A. Kursi, S. Ikhlaas, S. Falaq, S. Naas (sab 10 martaba). Baad Salaam 100 martaba S. Ikhlaas padhe.Source : Almanac
Mafatihul JinanShabe Ashur @ 1) Ziyada Salawat padhe. 2) La’an padhe Allahummal an qatalatal Husain AS 3) Ziyarate Imam Husain AS padhe 4) Namaze Tahajjud Padhe.Source : Almanac (Muharram)
Mafatihul JinanRoze Ashur: Amale Ashura kare. La’an bheje: Allahummal’an qatalatal Husain wa Auladehi wa Ashabeehi & kahe – Yaa laytani kunto ma’akum fa afooza fawzan azeema.Source : Almanac (Muharram)
I. Sajjad (AS)Har baat me jooth bolne se parhez karo chhota ya bada, sanjidgi me ya mazaak me. Kyunki agar koi mamuli bato’n me jhoot bolne lagta hai to jald hi uski jur’at badh jaati hai aur wo phir ahem bato me (bhi) jhoot bolne lagta hai.Source : Jadeed Fiqhi Masael (Ayatullah Seestani)
I .Reza (AS)Sadqa dene se YAQEENI (mukarrar ki huwi) aafat tal jaati hai. Sadqa dena sabse qimati bachat hai.Source : Wasiyyatnama (Ayatullah Mamkani)
Rasule Khuda (SAWW)Jab tak momin 5 waqt ki namaz ko pabandi e waqt se padhta hai to shaitan us say khauf-zada rehta hai. (Wasael us Shia)Source : Jadeed Fiqhi Masael (Ayatullah Seestani)
Rasule Khuda (SAWW)Roze qayamat Khuda k nazdeek sabse azeem manzilat us shakhs ki hogi jo rooye zameen par logo’n ko sabse ziyada nasihat karta raha hai.Source : Wasiyyatnama (Ayatullah Mamkani)
H. Ali (AS)Agar Allah ke siwa aur bhi koi khuda hota, to us khuda ke bhi paigamber aur rasool hote.Source : Wasiyyatnama (Ayatullah Mamkani)
Rasule Khuda (SAWW)Jawani ko budhape se pehle, sahet ko bimari se pehle, fursat ko masrufiat se pehle, taakat ko kamzori se pehle & zindagi ko maut se pehle GANIMAT samjho (aur uska faydaa uthao)Source : Wasiyyatnama (Ayatullah Mamkani)
Rasule Khuda (SAWW)Jo muslim subh sadiq se suraj nikalne tak apne musalle par baitha rehta hai (Ibaadat & Tilawat karta hai) Allah ose jahannam ki aag se bachaega.Source : Children’s Guide to Islam
Rasule Khuda (SAWW)Muslim wo hai ke jiske haath aur zabaan se musalman salamat hai.Source : Children’s Guide to Islam
Rasule Khuda (SAWW)Jiske dil me zarra baraabar bhi takabbur hoga, wo Jannat me daakhil nahi hoga.Source : Children’s Guide to Islam
H. Ali (AS)Kisi k gunaah beparda karne me jaldi na karo kyu k wo maaf ho sakte hai, & apne 1 chhote gunaah se bhi khud ko mehfuz na samjo kyu k tumhe iski sazaa ho sakti hai.Source : Tajalliyate Hikmat (Gunaah)
H. Ali (AS)Jab Allah kisi bande ko zaleel karna chaahta hai to ilm ka darwaza uske liye band kar deta hai.Source : Tajalliyate Hikmat (Ilm)
H. Ali (AS)Haq se badhkar taarif karna CHAAPLUSI hai; aur haq se kam taarif karna ya to bolne ki kamzori hai ya phir HASAD (jealousy) hai.Source : Tajalliyate Hikmat (Taarif)
H. Ali (AS)Tumhare 3 dost hai & 3 dushman. Tumhare dost = tumhara dost, dost ka dost, dushman ka dushman. Tumhare dushman = tumhara dushman, dost ka dushman, dushman ka dost.Source : Tajalliyate Hikmat (Dost)
H. Ali (AS)Aalim jaahil ko samajh sakta hai kyun k wo pehle kabhi jaahil tha. Jaahil aalim ko nahi samajh sakta kyun k wo pehle kabhi aalim na tha.Source : Tajalliyate Hikmat (Ilm)
H. Ali (AS)FITNO’N aur BIDA’TO’N ki alaamatei’n (nishani) NA BANO balke ehle jamaat ne jo kuchh tai kiya hai OOSI KE paaband raho.Source : Tajalliyate Hikmat (Giroh, Jamaat Pg 107)
H. Ali (AS)Sabse badtareen dost wo hai jiske liye rasmo-riit (formality) nibhani padti hai.Source : Nahjul Balagah
“Rabbana Taqabbal Minna Innaka Antas Samee’ul ‘Aleem”

“Our Lord! Accept (this service) from us: For Thou art the All-Hearing, the All-knowing.”
(Holy Quran Chapter 2: Verse 127)

Sayings of Hazrat Ali (A.S)

1-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye.


Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre 'Hazrat Ali (R.A)

1-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye.
( Hazrat Ali A.S. )
-----------
2-Kisi ne Hazrat Ali A.S. se poocha: "Dost aur bhai main kya farq hai?"
Aap ne farmaya:
"Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'
-----------
3-Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga
( Hazrat Ali A.S. )
-----------
4-Hazrat Ali A.S. Ka Frman Hy:-
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"
-----------
5-Aazmaye Hue Ko Azmana
Bewakufi He.
( Hazrat Ali A.S. )
---------------

6-Logon Ki
Zaroraton Ka
Tum Se Wabasta
Hona Tum Per
ALLAH Ki
Enyat Hai.
(Imam Hussain A.S.)
----------------------

7-Hazrat Ali A.S. Says
Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye
Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay
-----------
8-sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho
( Hazrat Ali A.S. )
-----------

9-Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
[HAZRAT ALI (A.S.)
-----------

10-Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat Ali A.S. )
-----------

11-IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain( Hazrat Ali A.S. )
----------

12-Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho
( Hazrat Ali A.S. )
-----------

13-Allah k nazdek sab say ziada gunah gar chez jhoot bolnay wali zuban he.
(Hazrat Ali A.S.)
------------

14-GHULAB KA PHOL BNO!KYUNK YEH PHOL US K HATH ME BHI KHUSHBO CHOR DAITA HAI JO ISEY MASAL KAR PHAINK DAITA HAI."Hazrat Ali A.S."
------------------------

15-Mujhe Jannat se ziada
Masjid mein bethna Acha Lagta hai
kyunke
Jannat mein mera NAFS khush ho ga
jab ke Masjid mein mera RAB khush ho ga.
Fermaan Hazrat Ali A.S.
-----------

16-Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,
K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon...
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai...... ( Hazrat Ali A.S. )
-----------

17- Aik Shakhs Ne Hazrat Ali A.S. Sey Poocha,
Q: Qarib Kya Hai?
A: Qyamat
Q: Or Qareeb Ter?
A: Maut
Q: Ajeeb Kya HAi?
A: Duniya
Q: Aur Ajeeb Tar?
A: Talib-e-Duniya
Q: Wajib Kya Hai?
A; Toba
Q: Or Wajib Tar?
A: Gunah K Forun Bad Toba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utrna
Q: Or Mushkil Tar?
A: Amal K Bagair Utrna
-----------

18-Apni zuban ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sekhaya ( Hazrat Ali A.S. )
-----------

19-"Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"( Hazrat Ali A.S. )
-----------

20- "2 cheezein saari zindagi kaam ayengi,
1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo!
2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!
( Hazrat Ali A.S. )
----------

21-Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy,
Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hy.
Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k Or Qreeb Ho Jata Hy.
( Hazrat Ali A.S. )
-----------

22-Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Or agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.( Hazrat Ali A.S. )
-----------

23- Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Ruth Jaye Usay Mana Lena Chahiye!
Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein Chun Liye Jate Hain!( Hazrat ALI a.s )
-----------

24- "Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta.."
( Hazrat Ali A.S. )
-----------

25-4 Batain Elim Ka NIchour Hain,
1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!!
( Hazrat Ali A.S. )
--------------------

26-Buaree main kisi ka sath dena Ghatiyapan aur khuda ky sath badiyanti hay.( Hazrat Ali A.S. )
------------

27-kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain tumharay dil main gharur ka beej bo dain.( Hazrat Ali A.S. )
------------

28-"Golden Words"
"Her INSAN ki izat aur uss sy mohabat kro,Kion k her INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror mojood hoti hai"
( Hazrat Ali A.S. )
------------

29-"Ebadat esi kro jis se tumhari ROH ko maza aey Q k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia jAZAH degi"... .( Hazrat Ali A.S. )
-----------

30-Barish ka Qtra Seep or Saanp 2non k Munh mein Girta hai
Lekin SEEP usay MOTI Aur Saanp usay Zehr bna deta hai
jis ka jesa Zarf wesi uski Takhliq
( Hazrat Ali A.S. )
------------
31-Tum acha karo aur zamzna tum ko bura samjhe
ye tumaray haq main behtar he
Bajaye es k tum bura karo aur
zamana tum ko acha samjhe
( Hazrat Ali A.S. )
------------
32-Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari Behtreen Saathi Hai.
( Hazrat Ali A.S.)
------------
33-Bay shak dunya or akhrat ki misal
asay ha jasay 1 shaks ki 2 b v ian
hon 1 ko razi karta ha to dosri roth
jati ha
HAZRAT ALI(A.S)
------------------------
34-naikon ki suhbat ikhtiar karo nek ban jao gai, buron ki suhbat se parhaiz karo badi se dor ho jao gai.(Hazrat Ali A.S.)
------------
35-"3 kaam kisi k dil main ap ki izat barhatay hain:
1- Salam karna.
2- Kisi ko jagah dena.
3- ASAL NAM SE PUKARNA."
(Hazrat Ali A.S.)
------------
36-Achi zindagi guzar ny k 2 tareeky hain.
¤ Jo pasand hain usay hasil kr lo
ya Phr
¤ Jo hasil hain usay pasand kr lo.
(Hazrat Ali A.S.)
------------
37-3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge
1.Ghusay wala Durust faisly se
2.Jhoota Izzat se
3.Jald baaz Kamyabi se.
(Hazrat Ali A.S.)
------------
38-Agr Tm Usy Na Pa Sako Jise Tm Chahte Ho,Tu Usy Zror Pa Lena Jo Tmhe Chahta Hy
QK Chahne Se, Chahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hy.
HAZRAT ALI (A.S.)

Hazrat ali (A.S)


Prophet Mohammed S.A.W.W and Hazrat Ali A.S

Must Read and Forward to all your Friends

1) ab tum kisi ko dost banao to apne dil mein
aik qabristan bana lo jahan tum uski buraiiyan
aur raaz dafna sako
Prophet Muhammad PBUH ---

2) Acha dost kitni dafa hi kyun na ruth jaye
ussey mana lena chahiyeh kyun ke
tasbeeh ke daney kitni dafa hi kyun na bikher jayein
chun liye jatey hein
Hazrat Ali (AS) ---

3) Jab aankhein nafs ki pasandeeda cheezein dekhnein lagein
to dil anjaam say andha ho jata hai
Hazrat Ali (AS)---

4)khtiyar, taqat aur daulat milne par log badaltey nahin
balkey be-naqaab ho jatey hein
Hazrat Ali (AS)---

5)Din ki roshni mein rizq talash karo aur
Raat ki tareeqi mein usse talash karo
jo tumhein rizq deta hai
Hazrat Ali (AS)---

6)Kisi ko tum chaho aur woh tumhein thukra day,
Yeh uski badnaseebi hai. Koi tumhein na chahey
aur tum usse zaberdasti apna banana chaho,
ye tumhare nafs ki zillat hai
Hazrat Ali (AS)---

7)Insaan dukh nahin deta, insaanoun say
wabasta umeedein dukh deti hein
Hazrat Ali (AS)---

8)Agar kisi ka banna chahtey ho to poori haqeeqat say ban jao
warna apni zaat mein aisi haqeeqat paida kar lo ke
koi haqeeqat mein tumhara ban jaye
Hazrat Ali (AS)---

9)Sadqa (charity) jab apne malik ke hath se nikalta hai to
Uss waqt 5 jumley kehta hai

1. Main faani maal tha tu nay mujhe baqa di
2. Main tera dushman tha ab tu nay mujhe apna dost bana liya
3. Aaj say pehlay tu meri hifazat karta tha
ab mein teri hifazat karoun ga
4. Main haqeer tha tu nay mujhe azeem bana diya
5. Pehlay mein tere hath mein tha ab mein khuda ke haath mein hun
Prophet Muhammad PBUH---

10) Logoun ki zarooraton ka tum say wabasta hona
tum par Allah ki inayat hai
Hazrat Imam Hussain (AS)---

11)Jab gunahon ke bawajood Rab-ul-Izzat ki naimatein
musalsal tumhein milti rahein to hoshiyar ho jana
ke tumhara hisaab qareeb aur sakht tareen hai
Hazrat Ali (AS)---

12)Mujhe jannat say zyada masjid mein bethna acha lagta hai
kyun ke jannat mein mera nafs khush hoga,
jab ke masjid mein mera rabb khush hoga
Hazrat Ali (AS)---

13)Momin woh nahin jis ki mehfil paak ho,
Momin woh hai jis ki tanhaii paak ho
Hazrat Ali (AS)---

14)Barish ka qatra seep aur saanp dono ke munh mein girta hai..
seep ussey moti bana deta hai,
saanp ussey zehr bana deta hai..
jiska jaisa zarf waisi uski takhleeq
Hazrat Ali (AS)---

15)One thing that is better not expressed
even if it is true, is a man's praise for himself
Hazrat Ali (AS)---

3 kaam kisi ke dil mein aapki izzat barhatey hein

1. Salaam karna
2. Kisi ko jagah dena
3. Asal naam se pukarna
Hazrat Ali (AS)---

16)Koshish karo ke tum dunya mein raho
dunya tum mein na rahey kyun ke
kashti jab tak paani mein rehti hai khoob terti hai
lekin jab paani kashti mein ajaye to woh doob jati hai
Hazrat Ali (AS)---

17)Apni zubaan ki taizi uss maa par mat aazmao
jis ne tumhein bolna sikhaya
Hazrat Ali (AS)---

18)Mere Allah, meri izzat ke liye yehi kafi hai
ke mein tera banda hun aur mere fakhar ke liye
yehi kafi hai ke tu mera parwardigar hai..
tu waisa he hai jaisa mein chahta hun..
bas tu mujh ko waisa bana day jaisa tu chahta hai
Hazrat Ali (AS)---

5 cheezon ki 5 jaga par hifazat karo

1... mehfil mein zubaan ki
2. bazaar mein aankh ki
3. namaz mein dil ki
4. dastarkhwan mein pait ki
5. nigah mein haya ki

Hazrat Ali (AS)---

3 cheezein insaan ko Allah se door karti hein

1. apne aamaal ko zyada samajhna
2. apne gunhaoun ko bhool jana
3. apne aapko sab se behtar samajhna
Hazrat Ali (AS) ---

6 cheezein amal ko zaya karti hein

1. logon ke aaib talash karna
2. Dil ki sakhti
3. Dunya ki mohabbat
4. Haya ki kammi
5. Lambi umeed.
6.. Zulm
Hazrat ALi (AS)---

A friend cannot be considered a friend
unless he is tested on three occasions

1. At the time of need
2. Behind your back
3. After your death
Hazrat ALi (AS)---

Agar kisi ka zarf aazmana ho to zyada izzat do..
woh aala zarf hua to aapko aur zyada izzat dega
aur kam zarf hua to khud ko aala samjhe ga
Hazrat ALi (AS)---

Hazrat Ali (A.S)

Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat hy.
Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi KUSHBU chor jata hai jo issay masal k phenk deta hy.
Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hy
Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.
Tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay.
Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon k yeh dosri naimtoon ko Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi kertay.
Jub tum dunya ki muflisi se tung aajao aur rizq ka koi rasta na niklay Tu sadqa de ker ALLAH se tijarat karo.
Apnay dushman ko hazar mouqa do k woh tumara dost ban jaye. LEKIN apna dost ko 1 bhi moqa na do k woh tumara dushman ban jaiy.
Barish ka Qatra Seepi or Sanp dono kay Munah mein girta hai Jab keh Sanp ussay Zehar bana deta hai aur Seep Usay Moti. Jis ka jaisa “Zarf” waisi Uss ki “Takhleeq”
Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao.
Jo Dukh day Us se Taluq na rakho aur jis se Taluq na rakho usay dukh na do.
Insan Gunah Kerne Ki Waja Se Jahanum Mein Nhi Jata Bal Keh Gunah Per Mutmaen Rehny Aur Tauba Na Krney Ki Waja Se Jahanum Mein Jata Hy.
Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay
Acha Dost Kitni Dafa he kyon na rothay usay mana lena chahyay kyon k Tasbeeh k danay kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker liyay jatay hain
Koi mumlikat Kufer ke saath to chal sakti hai magar na insaafi ke saath nahi
Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay
Jab mere dua qabool hoti hai to mujhe khushi hoti hai ke Allah ne mere dua pori ki. Aur jab mere dua radd hojati hai to mujhey aur bhi zayada khushi hoti hai ke ye mere Allah ki marzi nahi
Tumhari woh khamoshi jis ke baad tum se baat karney ki khawahish paida ho jaiey, tumharey uss kalam sey behtar hay jis ke baad tum ko khamosh ker diya jaiy.
Khoobsorati kaproun se nahe ilm o adab se hoti hay
Her shakhas ki qeemat woh hunar hay jo us ke ander hay
Woh Gunah jis ka tumhein ranj ho Allah Tala k nazdik us neki se behtar hy ji se tum mein ghuroor paida ho jaiy.
Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milney Per Log Badaltay Nahi, Balkeh Be-Naqab Hotey Hain
Dolat Mitti ki tarhan hy aur mitti ko pair k niche rehna chahyay. Agar Sir pe charhao gay to Qabar Ban jaiy gi Aur Qabar zinda Insano k liye Nhe hoti…
Sab se bari khayanat apni Qaum se Ghaddari hay
Gunah Jawan ka bhi bad hy magar borhay ka bad tar hay
Azaadi ki hifazat na kernay wala Ghulami mien griftaar h jata hay
Insan Dukh nahe detay, Insano se Wabasta Umeedein dukh deti hain
Agar Tum kisi ko chota dekh rahay ho to ya usay door se dekh rahay ho ya gharoor se
Jab Tum dunya ki Muflisi se tang aa jao aur Rizaq ka koi rasta na niklay to Sadqa day ker Allah se tajaarat kiya kero.
Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahe ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hy
Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat, insan ko Dushmnon k dilon main b Mehboob bana deti hai
AY ALLAH PAK, jab maine tujh se nahi manga tab bhi tu ne mujhe ataa kiya … tou ye kaise mumkin hai k main tujh se mangon or tu ataa na kare
Agar kisi ka BANNA chatay ho to puri HAQEQAT se ban jao… Warna,apni Zaat mein aisi HAQIQAT peda kar lo k,koi HAQIQAT main tumhara ban jaye.

Hazrat Ali (A.S)

Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or
Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat
Hai.
HAZRAT ALI (A.S)

Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi KUSHBU chor jata hai,
jo issay masal k phenk deta hai.
HAZRAT ALI (A.S)

Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hay.
HAZRAT ALI (A.S)

NAAD-E-ALI